Zindagi#name or tag line
Session 2
Today i m going to tell u some secret of life to live it easy some tricks some hacks to cheat death :)
First of all i want 2 explain word
"ZINDAGI"
Zindagi yeh jo word hai zindagi iske bhi types available h market mai aj sun kar hassi to atti h ki bhagwaan ne inssan banya ya brand-
Jeena h to compition ladao gharwale pyar parivaar sansaar sab kuch dekho end mai duniya se chale jao 4 aadmi roye fir se wohi tumahri jagha koi aur paida hua uska bhi same cycle paida hua 12 saal school mai yeh samjhne mai lagga diye ki duniya kya hai college mai yeh samjhne mai ki lyf mai jenna kuch aur hai aur kitaab kuch aur h fir job mai relations ka pta chal jta h shaddi bcche fir unke bacchpan mai apna bacchpan jenna baad mai yeah sochna mai ki inka kesse hoga sb unhe de ke chal diye:-(
Kabhi lyf ko smjha he nhi duniya mai apke alwa 2 billion dimaag h jo yehi soch rahe hai
Unhe "doc" ki zarurat hai -
Doc,engineer,sb hai sab karna chahte hai apna naam paisa woh zindagi jeena chahte hai jo sayad woh paa kar bhi khush nhi reh payenge par fir bhi khush nhi reh payenge par fir bhi ap chahte ho,to doc kon banega bhai-
Lyf ko samjhega kon its like maths funda samjho ratta kuy maar rahhe ho - basically its called
THE ART OF LIVING
ap duniya mai kaya karne aye ho kha se ho kya ho chodo ?
Simple ques ap kon ho?
Pucho nhi mila na jawab :)
Comments
Post a Comment