Get the right action over sutvations

Session-5
How to observe and get the right action over sutvations-

So in today session it would be little bit tricky because it is

                  Level-1

Kuch log pareshaan hoke khud khushi ya esa koi kadam le lete hai jo ki unke liye galat hota hai sath he sath unke chahne walo ke liye bhut jayda kharab hota hai..

Padai mai fail hona,jiski asha na ho wesse insaan se milna ,kissi se dhokha panna,apni kismaat se alag kuch ho jana ,rape honne ke baad ki sarmindagi na dekh pana..

Everything is not perfect in this world not only for girls even for boys also..

Then how 2 come over this type of situvations??

Sometimes its very hard to forget something but dont sucidie its not the answer of any problem .

2 chize ajkal bhot common hai
Love
Selfrespect

In dono chizo ki wajha se rape,balatkaar,muh pe acid phekna,ladkio ko bech dena,sadak par maar pit karna
Clg ko drugs ka adda bnana
Bhot sare esse kaam ho rahe hai jismai dur-dur taak yeh dono chize khai hai he nhi ..
Na pyar na selfrespect hai to sirf eggo..a small word but a big criminal mind behind it..

Ajkal ke youth mai sab kuch hai but pucho to way nhi hai plateform nhi mila hai esse bolte hai

       Answer why??
Ajkal youth ne frndship aur pyar word ko essa kar dia hai jiska jha maan krre waha chipka do bus
Uske baad kya fb ya whatsapp pe mana lo bate karo maan gyi to tik warna hassil kar lo

Are bhai kisi ke bhen kisi ki beti h woh baad mai apni accha puri kaar ke usse jinda nhi chodte h yeh haiwaan maar dete h kuy ki woh bol na de jaab daar tha to kia he kuy start

Lyf mai kuch na krne wale aj millinore h kuyki unke pass dimaag h aur padhne likhne walle sabse bade gundey h kuyki woh gyan ke sagar mai na agge jana chahte h na he ladna chahte h ek mug mai khush h sochte h pura samndhar he us mug mai aa gya ....

Tumhari lyf se acchi to ek randi ki lyf hoti h apne taan ko bechti h ki masum ladkio ki jaan bacch jaye tum jaise janwaro se kam se sharm se nhi moh khol ke bolti h woh galat h if they accept that they are GOD

Agar nhi hua yeh sab to yeh ladke ya ladkiya sikhar dunte h fb pe ptya do din pyar chala bistar garam kiya aur chd diya inka to kuch nhi jta dusre dundh lete h yeh log par ek macchli ke sath pura talab he ganda hote dekha h maine date pr lejana h paise nhi h do din baad us dost ko pta chla maa bimaar h paise wapas mange to dost he mukaar gya maa jinda to h par ghar ki haalat nhi sambhal payi us 1000 ki kimaat ke chakkar mai road par anne ki naubaat aa gyi ..

India mai paisa kamna mushkil nhi h mushkil h udana
Lyf mai ek insaan kabhi apka sath nhi chodta h
Agar essi koi baat h jo ap apne ap se bhi nhi bol pa rahe ho apni maa se bolo
Woh bina kuch soche apko pyar krti h

To faisla bhi apke hit mai he leggi ..

Sucide is not your way
Bcz in somewhere
Somebody is waiting for u
To come back home   maa♥

Somebody wants me 2 die its my story

Don king bose

Comments